Meri mohabbat ki itni si kahani hai, 
Tuti hui kashti ruka hua paani hai, 
Ek gulab jo unki kitab me dum tod chuka hai, 
Aur unko yaad bhi nahi ki yeh kiski nishani hai.